New Naat Hai Nazar Main Jamal e Habib e Khuda by Barkatullah Ashraf Lyrics in Urdu/+Roman Urdu 2021
New Naat Hai Nazar Main Jamal e Habib e Khuda by Barkatullah Ashraf Lyrics in Urdu+Roman Urdu
ہے نظر میں جمال حبیب خدا
ہے نظر میں جمال حبیب خدا
جنکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
پھول کھلتے ہے پڑھ پڑھ كے صلی اعلی
جھوم کر کہہ رہی ہے یہ باد۔ صباء
ایسی خوشبو گلوں كے چمن میں کہان
جو نبیﷺ كے پسینے میں موجود ہے
چھوڑنا تیرا طيبہ گواہ رہنا
ساری دُنیا میں ایسا نظارہ نہیں
ایسا منظر زمین پہ نا دیکھا کہیں
جیسا منظر مدینے میں موجود ہے
میں نے مانا كے جنت بہت ہے حَسِین
چھوڑ کر میں مدینہ نا جاؤ کہیں
یوں تو جنت میں سب ہے مدینہ نہیں
اور جنت مدینی میں موجود ہے
جب کی طوفان سفینے سے ٹکرا گیا
میں نے اسے یہ بے ساختہ کہہ دیا
کیا بگاڑدیگا تو کشتیی دین کا
نا خدا جب سفینے میں موجود ہے
---_____________________________________---
Hai Nazar Mein Jamal e Habib e Khuda
Hai Nazar Me Jamal-e-Habibe-Khuda
Hai Nazar me Jamal-e-Habib-e-Khuda
Jinki Tasveer sine me maujud ha
Jisne lakar kalame ilahi diya
Ful khilte hai padh padh ke salle ala
Jhoom kar keh rahi hai ye bade saba
Aisi khushboo gulon ke chaman me kahan
Jo Nabi ke pasine me maujood hai
Chhodna tera Taiba gawara nahi
Sari duniya me aisa nazara nahi
Aisa manzar zameen pe na dekha kahin
Jaisa manzar Madine me maujud hai
Maine mana ke jannat bahot hai haseen
Chhod kar mai Madina na jau kahin
Yun to jannat me sab hai Madina nahi
Aur jannat Madine me maujud hai
Jabki toofan safine se takra gaya
Maine use ye be sakhta keh diya
Kya bigade ga tu kashtiy e deen ka
Na khuda jab safine me maujud hai
Comments
Post a Comment