Posts

Showing posts with the label Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa

New Naat Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Naat Lyrics 2021

Image
  Jab husan tha unka jalwa numa Jab husan tha unka jalwa numa anwaar ka aallam kyya hogga Har koi fida hai bin dikhe didar ka aallam kyya hogga Aik samt ali Aik samt umar siddique idhar usman udhar in jagmmag jagmmag taro me sarkar ka aallam kyya hogga jis waqt Haleema ki godi anwaare khudase roshan thi us waqt Haleema daai ky gharbar ka aallam kyya hogga jab unky gadabhar dete hai shahane zamana ki jholi mohtaj ka jab ye aallam hai to mukhtar ka aallam kyya hogga chahe to ishare se apne kaya hi palat de duniya ki ye shaan hai khidmat garoon ki sardar ka aallam kyya hogga sun sun ky sahaba ki baatein kuffar musalmahota hai fir mere rasool e akram ki guftar ka aallam kyya hogga taiba se hawae aati hai bAikal ko suku mil jata hai is paar ka jab ye aallam hai to us paar ka aallam kyya hogga ============================ Read All Naat Lyrics Here .